Blog Me Template Upload/Install Kaise Kare

Blog Me Template Kaise Upload Kare: Blog banane ke jab ham blog par ache post dalte hai aur apne blog ko ham achi taraha se design bhi karte hai.

But kya faida agar wo google ke search me na aaye to. And iska karan aapka Blog ka theme bhi ho sakta hai . Because template ka bahut bada roll hota hai websites or blog me.blog me template kaise upload kare

Blogger par aapko free me template to mil jayega. But template old hone ki bajaha se aapka blog search me nahi aayega. Because  search engine ke search karne ke tarike daily change hote rehete hai.
So ab aapko chaiye ek aisa template jo ki SEO friendly ho taki agar aapki blog ko koi google par search kare to use aapki blog assani se mile.

Blog Me Template Upload/Install Kaise Kare

Blog Me Template Kaise Upload Kare: Blog banane ke jab ham blog par ache post dalte hai aur apne blog ko ham achi taraha se design bhi karte hai.
But kya faida agar wo google ke search me na aaye to. And iska karan aapka Blog ka theme bhi ho sakta hai . Because template ka bahut bada roll hota hai websites or blog me.
blog me template kaise upload kare
Blogger par aapko free me template to mil jayega. But template old hone ki bajaha se aapka blog search me nahi aayega. Because  search engine ke search karne ke tarike daily change hote rehete hai.
So ab aapko chaiye ek aisa template jo ki SEO friendly ho taki agar aapki blog ko koi google par search kare to use aapki blog assani se mile.

Blog Me Template Kaise Upload Kare

In this post main aapko blogger blog par theme kaise upload karte hai. Is bare me puri jankari dunga. Agar aapne abhi recently apni blogspot par blog banayi hai. Ya aap apne blog ke theme ko change karna chahate ho to is post ko carefully follow kare. And apne blog par ek new template upload karde.

blog me template kaise upload kare

Ek Badiya Blog Template Kaise Select Kare:
To ab aapko chaiye ek aisa template jo ki SEO (search engine optimize) friendly ho. Because agar aapka template Seo friendly hoga to aap ka blog bhi google ke search engine par aane lagega. Jo ki bahut jaruri hai kisi bhi blog ya websites ke liye. Agar aapka blog google par show hoga to hi aapke blog par visitors aayenge.
Sath hi aapka template mobile friendly hona bhi bahut jarori hai. Because aaj kal har koi mobile par hi internet use karte hai. So aapko apna blog site ke template ko select karte waqt ye baat ko dhyan me rakhni chaiye ki aap shirf wohi template ko select kare jo ki mobile friendly ho Jisse aapka blog mobile par bhi  show hoga.
Blog ka template SEO friendly and mobile friendly hone ke sath fast loading bhi honi chaiye. Because agar  koi aapke blog ke ek page se another page me jana chahe and page fast loading na ho to aapke visitors aapke site se chale jayenge.
So aapko fast loading wala template hi select karni chaiye.
Internet me aisi bahut sari sites hai. Jaha par aapko free me template deti hai. Jaise BTemplateMybloggerthemes aur bhi aisi bahut sari site he jo ki free me template deti hai. Aap ko bas aapne pasand ka select karna he. And usse apne
blog me upload karna hai .
Template ko download karne ke baad aap ka jo naya Template reheta he wo zip file me reheta hai aap usko pahele unzip karle.
Blog me template upload karne k liye aap aapne blog ke Dashboard par jaye and first aap
(1)  Template par click kare
(2) Backup/restore par click kare

blog me template kaise upload kare
Click karne k baad chose file par click kare. Ab ek page kholega.
blog me template kaise upload kare

Image k anusar pehele aap choose file par click kare. And aapke laptop ya pc se apna template ko
select kare. And fir upload ki button par click kare. Fir Template upload hone ke baad aap view blog par click karke dekh sakte hai aapke blog ko ak new design me.
NOTE-
Yaad rakhe aapko Template ka xml file ko hi select karna hai. Because blogger only xml file ko hi support karta hai. To ab aapke blog par template install ho gaya hai. And ab aapko apni blog ki thodi design karna padhega. Jiske liye aap is post ko padhe. 

Finally friends ab aap samaj gaye honge ki  blog par template kaise upload ya instal karte hai. But fir bhi agar aapko Template ko upload  karne me koi bhi problem ho to aap niche comment box me Comment kare main jarur aapki help karonga.
Sath hi agar aapko blog me template kaise upload kare. Ye jankari achi aur helpful lage to aap ise apne friends ke sath social site par share karna na bhule.
Blog Me Template Upload/Install Kaise Kare Blog Me Template Upload/Install Kaise Kare Reviewed by Arun Goutam on 1:20 AM Rating: 5

No comments:

loading...
Powered by Blogger.