5 Tips- Blogger Blog Ko Design Kaise Kare

Blogger Blog Ko Design Kaise kare: Agar aap ne blog banaya hai. Then ab aapko apne blogsite  ko ek Acha look dene ke liye aapko apne blog site ko achi taraha se design karna padega. Because when  aap blogger.com se blog banate ho. Then aap ka blog bahut hi simple dikhega.blog ko design kaise kare
So agar aapko apne blog par visitor’s chaiye.  And aap apne blog site  se paise kamana chahate ho to aapko at first apne blog site ko design karna padega .
Agar aap apne blog ko achi taraha se design nahi karenge. Then visitor’s aapke blog ko like nahi karege. And ek bar aane ke baad wo visitor’s aap ke blog me dowara nahi aayenge. Aur blog ke liye visitor’s kitne jaruri hai ye to aap jante hi honge. So hamesa blog site ki design stylish, unique and professional ke sath simple bhi honi chaiye.
Woise to aap  bahut kuch design kar sakte hai apne blog par coding karke. But agar aapko coding ke bare me nahi pata to bhi aap inn tips ko use karke aap ek beautiful new blog site bana sakte ho. To chaliye jante hai ki kaise banane ke baad apne website ko design karte hai.

Blogger Blog Ko Design Kaise Kare:

(1) Template Upload Kare:
Blogger.com se blog banane ke baad ek template to aapke blog me hoti hai. But aapko aapke blog ke liye ek stylish, attractive aur professional dikhne wala theme chaiye. So aap apne blog ke liye ek naya template upload kare.

Blog ke liye template kaha se download karenew. Is bare me details me jaane ke  liy aap myhindinotestes ka ye post pade. Fir template ko aap apni  Blog Par

(2) Powered By Blogger Attribution Ko Remove Kare:
Har koi chahega ki aapna blog unique and professional dikhe. But agar aapke blog ke nichee powered by blogger dikhai dega then koi bhi boll sakta hai ki aapka blog blogger.com se banai ek free blogsite hai. So aap powered by blogger attribution ko remove kare and aapne blog ko de ek naya look. Agar aapko nahi pata ki kaise is widget ko remove kare hai to aap is post ko pade.
Powered By Blogger Kaise Ko Remove Karenew


(3) Email Subscribe Widget Add Kare:
Blog par ye ek aisa widget hai jise aapke blog attractive banane ke sath aapke visitor’s ko aapka blog subscribe karne me madat karti hai. Is widget ke jariye easily koi bhi visitor aapki blog ko assani se subscribe kar sakta hai. Aur ise aapki blog ki visitors bhi increase hogi. Email subscribe widget ko Blog me add karne ke liye aap ye post pade. 
(4) Custom Domain Add Kare Apne Blog Site Par:
Site banane ke baad ye bahut jaruri hota hai ki aap ek Custom domain add kare apne blog par. Because koi bhi visitor’s search engine par www.arunstars.blogspot.com type nahi karega cha he aapke blog par jitne bhi  . Agar aapka site ka name lamba hai.
Then visitor’s ko name yaad rakhe me problem hogi. Jis ke karan visitor’s dowara nahi aayenge aap ke blog par. So aap custom domain add kare apne blog par. And aapne site par aur aapne blog site ko banaye website ki taraha. Blog me New domain add karne ke liye aap ye post read kare. 
Sath hi agar aap www ko bhi remove karna chahe to matlab ki agar aap ka site ka naam www.example.Com hai to aap is www ko remove karke apne site ka naam aur bhi chota kar sakte hai. Iske liye aap myhindinotes ka ye post pade.    bina kaise set kare  Sath hi aap apne blog ke liye   ke liye ye post padhe.
(5) Popular Post Widget Add Kare Apne Blog Par:
popular post widget ek aisa widget hai jisme aapke site ke popular post yaniki jo post sabse jada wives huye hai unn post ki ek widget. Agar aap apne blog ke side bar mai add karenge then aapka site bilkul website ki taraha dikhega. Aur aapke visitor’s ko attract karti hai.
So aap  aapke blog ke side bar par popular post widget jarur add kare. Apne blog site par popular post widget ko add karne ki puri jankari ke liyee aap is post ko follow kare.

Conclusion

Blog design bahut hi important part hai aapki blog ka. So Blog ki design karne me koi bhi galti mat kare. Maine aapko jo tips bataye hai agar aap unhe badiya tarike se follow karenge to I sure ki aapko apni Website ko badiya look dene me koi bhi parisani nahi hogi.
Aur sath hi aap apni  bhi badiya tarike se add karle. Jisse aapke blog ke visitors ko apni pasand ki category dekhne me bhi koi bhi parisani nahi hogi.  Aur wo aapki blog par bahut time rukenge. Aur ise aapko ye faida hoga ki  aapki blog ki bounce rate kam ho jayegi.
Next aap apni blog ke liye ek badiya and totaly Unuiqe. Because blog Logo se bhi bahut se visitors aapki blog ko easily remember kar sakte hai.
So upar bataye shabhi tips ke sath aap menu bar ko bhi apne blog par add karle. Aur bhir aap apni blog ko dekhe. I sure aapko apni blog bahut hi simple and unique lagegi.
Finally  friends ye the blog design karne ke tips. Jise koi bhi without coding kare apne blogsite ko ek naya stylish look de sakte hai.
Ummid karta hu ki ab aap samaj gaye honge ki blog banane ke baad blog ko design kaise kare. But Fir bhi agar aapko kuch bhi problem ho apni blog ko design karne me to aap comment box ke jariye muje bataye. Main aapki probleme ko solve karne me aapki help karonga.
Sath hi agar aapko ye jankari achi aur helpful lagi to aap ise apne Blogger friends ke sath social site par share karna na bhule. Jisse aapke dost bhi apni blog ko badiya tarike se design kar sakenge.
5 Tips- Blogger Blog Ko Design Kaise Kare 5 Tips- Blogger Blog Ko Design Kaise Kare Reviewed by Arun Goutam on 1:28 AM Rating: 5

No comments:

loading...
Powered by Blogger.