Youtube Se Rupay Kamane Ka Tarika

                            Youtube Se Rupay Kamane Ka Tarika
Internet par Youtube Se Bhi Paise Kamaye Ja Sakte hain Uske Liye Aapko Iski Trick Pata Honi Chhaiye Ki Youtube Par Kaise account Banaye Or phir Kaise Paise Kamaye Kyu ki ye Baate aapko Phele Samjhi Hogi .
Youtube Ek video sharing site hai . 2006 Me Launch Hone Ke Kuch samay baad google ne youtube ko khreed liya isliye youtube ab google ki Sarvice hain . Dunia me bhut log ese H Jo Yha Pe Apna Account Banakar video share karke Lakho -caroro rupey  kamate hain . Isse paise kamane ke liye aapko kuch tips follow karne honge Matlab aapko phele account ke options ke baare Me janna hoga .
Youtube Account Kaise Banaye
Make Money Map Target On Youtube

Youtube Se Paise Kaise Kamaye

Iske Liye Sabse Phele Aapko Ek Utube Account Ki Jarurat Padegi Jiske Liye Aapko Banane Ki Jarurat Nahi hain Sirf Apni gamil Id Or Password se Login Karne Ki Jarurat Hogi .

1. Make A Video (Phele Ek 3-4 Mintue ka video banaye)

Sabse phele aapko apne mobile yaa camera se ek badhiya sa video banana hoga . video khud ka banaya hi hona chahiye . kishi film comedy ka copyright nahi hona chahiye.
Matlab video esa ho jo phele kishi ne internet par upload nahi kiya ho . video kishi bhi topic par ho sakta hai ex :- marketing , comedy ,education , other.

Jaruri nahi H ki video mei koi song edit karna jaruri hai aap video ko apni aawaj mei bhi record kar sakte ho. Mera matlab hai ki video ka koi bhi part kahi se copy kiya huaa nahi ho .Ab Youtube par account(id) kaise banaye jais ki Upar Bataya Hai AC banane ki jarurat nahi hai kyu ki Aap gmail id se seedhe log in kar sakte hain . kyu ki gmail bhi google ki hi sarvice hai . google ke kishi bhi sarvice mei account banane ki jarurat nahi hai sirf aapke paas gmail id hona chahiye . gmail id hone par aap google ke kishi bhi product me seedhe log in kar sakte hai.

2. upload video on youtube

 AC mei log in hone ke baad  aapko Apni video upload  karni hogi . Video ko mobile se bhi upload kar sakte hain.
Yaha par aap kitni bhi video upload kar sakte ho . Sabhi Videos Ki quality Badhiya Or Copy Kiya Huaa Koi audio Or music nahi hona Chahiye .

3. monetize video

Ab Aapke yha 2 question hai

1) Monetize kya hota hain
2) Youtube video ko monetize kaise kare
1) Monetize ek earning opation hain jisko hame on(enable) karna hota hai. Fir hamara AC adsense se connet ho jata hai. Dhyan Rahe Monetization ke Liye 10000 views Hone Chahiye.
2) Youtube video ko monetize karne ke baad hamara account adsense se jur jata hai. Jab koi hamari video ko dekhta hai toh uss par ad show honge aor  hamari income hoti hai.
Jab koi ad par click karega toh hamari extra income hogi . agar koi ad par click bhi naa kare toh bhi 1000 views par $1  =  65 rs. Ki income hoti hai.

4. Apna payment kaise le sakte hai

Jab aapki adsense mei $100 = 6000 ki earning ho jaygi tab aap seedhe apne bank account mei paisa le sakte hai. Isse paisa kamane ke liye aapke paas bank account hona jaruri hai. Aapki earning seedhe aapko  apne adsense Account me dikhai degi. jisme aapko puree jankari milegi ki kitne logo ne video dekhi aor kitni earning hui .
Finally Friends Aapko Yeh post Aasani se samaj aa gayi hogi Aor Pasand Bhi Aai Hogi. Agar iske baare mei Hamse Kuch aor puchna chahte hai toh post par comment kare.
Youtube Se Rupay Kamane Ka Tarika Youtube Se Rupay Kamane Ka Tarika Reviewed by Arun Goutam on 3:08 AM Rating: 5

No comments:

loading...
Powered by Blogger.