Google Me Gmail Account Kaise Banate Hain
Agar Aap Apna google par gmail account banana chahte hai toh yeh post aapke liye hi hai. Aor aapko gmail account banane ka Tarika chahiye toh ab ham gmail ke baare me janenge. How To create A Email account in hindi .
Gmail Or Email Kya Hota Hai
mail ek traha se mailing Sarvice hai. Jiske duaara ham ek dusre ko mail ke jariye sms bhejte hai. Yeh sirf internet connection se hi kaam karti hai. Aor Ye Sarvice bilkul free hai.
Gmail Account Ka Fayada Kya Hai
Aap internet par koi bhi account banaoge toh sab jagha par aapko gmail ac ki jarurat paregi. Internet ka koi bhi kaam kyu naa ho sabhi Email Id se hi kiya jata hai. Isliye aapko sikhna jaruri hai ki Email account kaise banaye .
Kitne Traha Ke Email Hote Hai ?
account banane ke liye aap koi bhi Sarvice(Search engine) select kar sakte hai.
Ex:
1) Google mail (@Gmail.com)
2) Yahoo mail. (@Yahoo.com)
3) Personal (Pro) Outlook@Urname
Ex:
1) Google mail (@Gmail.com)
2) Yahoo mail. (@Yahoo.com)
3) Personal (Pro) Outlook@Urname
Lekin sabse best Sarvice hai google ki @gmail.com.
Google Me Gmail Account Id kaise banaye
Note:-
Yha par Andriod Phone se Email banane ka tarika bataya gaya hai. Iske liye aapke phone mei gmail application install hona chahiye.
1)
Sabse phele Apne phone mei Gmail App Par Click Karke open kijiye.
2)Dhyan rakhe sabhi mobile me alag-2 System hota hai . isliye aapko Skip yaa next par click karte huye Sin in page par pauchna hai. Iske liye Niche demo dekhiye.
Ab ” Create New account ” par click kare.
3)
Agale page Par ek new form khulega.
1 . Apna first name bhare
2. Apna last name bhare
3. Next Par click kare
2. Apna last name bhare
3. Next Par click kare
4)
Ab ek new page khulega jisme aapko apni Email id banani hai.
1. Isme Gmail id esi chune jo phele kishi ne registar nahi ki ho . matlab Email Name ke sath 1234 wale letter jarur use kare. Agar aap sirf name entar karoge toh wo Unavailable batayga kyu ki phele se kishi ne registar kiya huaa hai . isliye badhiya si gmail select kare.
2. Ab next par click kare
2. Ab next par click kare
5)
Ab agale page par aapko password select karne ke liye kaha jayga.
1. Isme apna strong password chune. Kam-kam 10 Anko ka jisme ek capital latter ho aor ek math ka letter hona chahiye.
Ex: bharathaiY5
Ex: bharathaiY5
2. Fir se phele wale password ko repeet kare. Dono mei same password bhare.
3. Ab next button par click kare.
6)
Next page par aapke mobile number registar karne ke liye kaha jayga jisme aap usse skip karke chodh bhi bhi sakte hai.
Lekin agar aap abhi mobile number registar kar lenge toh badhiya rahega. Isliye apna mobile entar karke registar karne. Registar karne ke liye aapke mobile number par ek code aayga usko Email mei bharkar submit kare. Ab aap Email id banane ka tarika bhi jaan chuke hai.
Aapne Yaha Gmail Email Account Id Banane Ka Aashan Tarika Jana . Aapko Email account kaise banaye wali post Aasani se samaj aa gayi hogi. Agar Yaha Par Aapko Koi Problem Aati Hai Wo Aap Comment Me Bataye .
Google Me Gmail Account Kaise Banate Hain
Reviewed by Arun Goutam
on
3:12 AM
Rating:
No comments: