loading...
Kabhi SOcha Hai Ki Kagaj Banae Ke LIye Hum KItne Ped Kaat Dete Hai
Isse Hum Khud KO Aur Prayabaran Ko Kitna Nuksaa Pahucha Rahe Hai
Global Forest Assesment Ke Anusar Ek Din Mai Lagbhag 411 Millon Mitirick
Tan Kagaj Banae Ke Liye 80 Hajar 1 Laakh 60 Hajar Ped Kate Ja Rahe Hai
Ese Mai Kagaj Ki Khapat Kam Karne Ke Liye Pen Ke Sath Ek Esi Notebook
Aai Hai Jisse Kooch Bhi Likhkar Uska Data Kahi Bhi Save Ka Sakte Hai Aur
Uska Punah Upyog Kar Sakte Hai. Rojmarra Ke Saman Ki Sochi Ho
College Ka Kaam Ho Office Project, Har Warg Ke LIye Yah Notebook Labh
Dayak Hai
Smar Notebook Mai Stone Papper Ka Istemaal Kiya Jata Hai.
Stron Papper Ko Banae Ke LIye 80% Calciayam Carbonet
(HDPI) Ka Use Hota Hai. HDPI Ek Tarah Ka Sinthik Plastik Hai
Calsiam Carbonet Ko Mila Kar Ston Papper Tayar Kiya Jata Hai .
Yaah Papper Water Propf Hai.
loading...
Sath hi Jaldi Phata Nahi.Is Karan Ha Aashani Se Kai Baar Mitakar Usi Kagaj Par Dowara
Likh Sakte Hai
Din BHar Mai Hum Kai Kagajon Ka Istemaal Karte Hai
Ek Baar Ka Istemaal Mai Laya Kagaj Dowara Upyog Mai Nahi Laya
Jata Hai , Lekin Smar Notebook Mai Hum Kam Se Kam 500
War Se Bhi Jyada Likh Sakte Hai.
Smart Notebook Ke Sath COmnay Ek Kapda Bhi Deti Hai Taki
Likhe Hue Wordon Ko Pani, Maicoroweb, Hair Dray Ki Help Ki
Madad Se Aasani Se MItaya Ja Sake.
Kai Companya App Ex. Cam Scanner Bhi Download Kar Sakte Hai
Taki Notebook Mai Likhe Hue Data Ko Aap PDF Ya Image Ki Tarah
Cloud Ya Google Drive Mai Save Kar Sakte Hai QR Code Ko Sacn Kar Le
Notebook Mai 100 Page Hote Hai
Smart Notebook Mai Kagaj Bhut Tikau Aur Aam Kagaj Ki Tarah Hota Hai
Sath Hi Kagaj Mai Bhi Kisi Bhi Tarah Ka Acid Ya Clorin
Ka Use Nahi Kiya Jata Hai . Is Note Book Mai Likhne Ke Liye Compnay Ek
Irejbal Pen Bhi Deti Hai . Pen Se LIkhne Ke Baad Word Ko Sukhane Ke Liye kam Se Kam
15 Secound Ka Samay Lagta Hai . Yah Compnay Notebook Par Diye Gaye Pan Ko Use Karne
Ki Salah Deti Hai Kyonki Pen Ki Ink Sensbit Hoti Hai
Aur Sirf Gungune Pani And Microweb Ya Heir Dray Ke Use Se Hi Mit Sakti Hai
Data Mitana Se Pahle Kahi Save Kar Le Nahi Bapas Nahi Milega .
Smart Notebook Chhoti Badi Kai Tarah Ki Aati Hai
Note Pad Ho Ya Notebook Bar Aapki Diye Gaye Pen Se Likhana Hai
Aur App Ki Help Se Scan Karna Hai Jaab Kaam Ho Jaye To Gungune Paani Ko Notebook
Par Chhidak Kar Kapde Se Saph Kar dena Hai. Maicroweb Ke Liye Cup Mai Thoda Paani Le Aur
Notebook Ke Bichon Bich 30 Secound Ke Liye Chala De .
Aur Hair Drayar Ki Help se Page Ko Sukha Le.
loading...
स्मार्ट नोट बुक क्या है और इसे कैसे ख़रीदे इसका उपयोग कैसे करे || ARUN S T A R
Reviewed by Arun Goutam
on
11:33 PM
Rating:
No comments: