loading...
Aaj Kal Har Koi Apni Sehat Ko Lekar Jaagrook Ho Gaya Hai.
Har Koi Chahta hai Ki Bah Badti Bimariyon Se Door Rahe.
Isi Ko Dekhte Hue Companay Ne kai Ese Upkarn Lunch Kiye Hai,
Jo Aap Swasth Ko Har Wakt Manten Karte Hai.
Esi Hi Ek Divice Hai Smart Belt.
Pahle Belt Ka Kaam Sirf Patloon Ko Kasne Bhar Ka Hota Tha.
Magar Aab Sadharan Si Dhikane Wali Belt, Pain Sambhalne Ke
Sath Aapki Sehat Ka Bhi Khayal Rakhegi.
:- Ye Hai Khas Fiture
Ismai Bluetoot, Smart Fitnes Tracker, Sehat Ke Liye Khas Bikalp,
Chale Hue Kadamon Ko Ginne Jaise Tammam Bikalp Mojood Hai.
Yaah Belt Sehat Se Joodi Sari Jaankari Aur Data Aapke Mobile Phone Mai
Aap Ke Jariye Dikhati Hai.
:- Kaise Karti Hai Kaam
Iske Bakkal Mai Skin Sensar Laga Hota HAi, Jo Nabhi ke Dwara Aapke Body Se Jooda Rahata Hai.
Iski Sahayata Se Aap Apne Sharir Ki Saari Gatividhiyon Par Aaram Se Najar Rakh
Sakte Hai. Is Belt Ko Pahne Ke Baad Aapko Baas Isko On Karna Padega. Aur Bluetoot Ke Jariye
Ise Apne Phone Se Connect Karna Padega .
Iske Baad Smart Belt Suru Karti Hai Kaam.
Smart Belt Mai Aapko Roj Ki Gatividhiyan, Step Count, Siting Time,
Khane Ki Aadton Ke Sath Sath Over Eting Ki Jaankari Bhi Milegi,
Yaah Aapko Samay Samay Par Chetevani Bhi Deti Hai.
Is Belt Ki Sabse Badi Khasiyat Yah Hai Ki Aagar Aap Ise
24 Ghante hi Pahne Rahte Ho To Bhi Yaah Nuksaan Nahi Deti Hai
:- Charjing
Yaah Chargevel Divice Hai.
Yaah Ek Vaar Charge Hone Par 30 Din Taak Chalti Hai.
Ise Aap Officel Website Amazon Se Kharide Sakte Hai.
loading...
स्मार्ट बेल्ट क्या है और इसे कैसे ख़रीदे इसका उसे कैसे करे || ARUN S T A R
Reviewed by Arun Goutam
on
3:31 AM
Rating:
No comments: